Saturday, 14 May 2016

SEO Friendly Post Likhne K 7 Tips (On-Page SEO Optimize)

SEO Friendly Post Likhne K 7 Tips (On-Page SEO Optimize)


Seo Ka Matlab Hai (Search Engine Optimize) Search Engine Jaisa K google,Bing,Yahoo Aor Optimize Ka Matlab Kisi Chees Ko Sudharna,Tarteeb Dena
Seo(Search Engine Optimize) Ki 2 Kisam Hoti Hai
1:- Off Page Seo
2:- On Page Seo
i:- Off Page Seo Jo Ham Apne Blog Ko Search Engine Par Acha Rank Dene K Liye Karte Hain Jaisa K Website Ko Search Console Men Add Karna,Meta Tag,Backlinks Etc
ii:- On Page Seo Ka Matlab Jo Ham Post Likhne K Doran Jo Post Men Sudhar Late Hain Ta K Hamari Post Search Engine Par Jaldi Se Jaldi Index Hojai Matlab Hamari Post Google Par Jaldi show Hojai
To Aj Main Apko Seo Friendly Post Likhne Ki Mukamal Information Bataounga Seo Friendly Post Likhne K Bahut Ziyada Faide is Se Ap Ki Post Search Engine Par Ap Ki Post Ka Rank Kafi Behtar Ho Jata Hai To Zehri Bat Hai Traffic Bhi Increase Hogi Aor Ap ki Income Bhi Badhegi Aj Ka topic ap K liye Bahut Faide Mand Rahega Khas Tar Un K Liye Jinhen Post Likhne Ka Sahi Tarika Nhi Ata Ya Phir Koi New Blogger
Hamen Har Ek Post Ko Seo Friendly Bana Kar Likhna Chahiye Agar Ham Onpage Seo Yaini Seo 

Seo Friendly Post 

 Is Post Ko Read Karne K Bad Ap Apne Blog Par SEO Friendky Post Likh Sakenge Jis Se Ap Ki Post Google Par Show hogi Aor Ap Ko Traffic Men Kafi Fark Nazar Aiga to Agar Ap Seo Friendly Post (On Page Seo) Likhna Mushkil samajh Rahe Hain to ap Ko Men Ye Bata Doun K SEO Friendly Post Likhte Time Hamen Simple Se Step Follow Karne Hote Hain Lakin woh Simple Step Bahut Maine Rakhti HaiFriendly Post Nhi Likhte To Hamen Search engine Se Traffic Hasil Karne Ka Sochna Hi Nhi Chahiye On-Page SEO ko  Use Kar K Ham Google Se Unlimuted Traffic Hasil Kar Sakte Hain SEO Friendly Post Likhne Se Hanari Post Search engine Par Acha Rank Deti Hai Aor Hamari Post Top Par Ane K Chances Hote Hain Kuch Blogger Post Ko SEO Frienly Nhi Banate Jis Ka Natija Unhen Search Engine Se Ziyada Traffic Nhi Ati
Agar Ap Apni Website Par Post Likhte Hain Aor Ap Ki Website Google Men Show Nhi Hoti To Pareshan Hone Ki Koi Bat Nhi

1# Long Post

Jitna Ho Sake Lambi Post Likhen Is Se SEO Behtar Hojati Hai Aor Ap Ki Post Google Par High Ranking Deti hai Ab Ap Soch Rahe Honge K Lambi Post Likhne Ka Kia Faida Hai To Main ap Ko Samjhata Jitna Ziyada lambi Post Hogi Us Men ap Ziyada Longtail Keyword Use Kar Sakte Hain Jaisa K Meri Ye Post Kafi Long Hai Aor Maine Is Post Men Bahut Se Long Tail Keyword Use Kiye Hain Khas taor Par Maine Ye Longtail Keyword Use Kiye Hain
"SEO Friendly Post Kaise Likhte hain"
"ON pagE Seo Kya Hoti Hai"
"Post Google Par High Rank Kaise Deti Hai"
"Google Par Hamari Post Kaise Top Par Ati hai"
Ye Keyword Maine Ziyada use Kiye Hain Ab Ye Long Tail Keyword Google Par Ziyada Search Kiye Jate Hain Jab Koi Visitor Meri Post Men Add Keyword Google Par Likhega To Meri Post Samne Ajaigi Post Men Har Ek Keyword Search Men Askta Ha Is liye Aise Keyword use karen Jo Google Par Ziyada Search Kiye Jate houn Ab Ap Ko Itna To Pata Chal Gaya Hoga K SEO Friendly Post Likhne K Liye Lambi Post Kitna Zaroori hai

2# Target Keyword

Hamen Kooshish Karni Chahiye K Ham Target Keyword Ko Post Men Pehle 100-150 Word Men Use Karen Kion K Google Pehle 100-150 Word Par Ziyada Dihan Deta Ha Agar Ham First 100-150 Men Target Keyword Likhte Hain To Hamari Post Google Par Acha Rank Dene K Bahut Chances Bharh Jate Hain

3# Lable

Lables Is Men Hamen Label Likhne Hote Hain Hain Jaisa K Ap Ka Blog Beauty Tips K Bare Men Hai To Us Blog Men Ap Bahut Sare Beauty Tips Share Karte Honge Jaisa K Face Beauty,Hair,Hand, Etc Agar Ap Aisi Post Likh Rahe Hain Jis Men ap Face Beauty K Related Post Likh Rahe Hain To Ap Label Bhi Face Beauty Ka choose Karen Mere Kehne Ka Matkab jis Topic Par Ap Ki Post Ho Usi K Hi Related Label Likhen Aor Kooshish Karen 2 Ya 2 Se Ziyada Lables Use Karen is Se Google ko Asani se Maloom Hojata Hai K Ye Post Kis k Related Hai Jaisa k maine 3 Label Use Kiye Hain "Blogging" , "On-Page Seo" Aor "SEO" 
Ab Ap Ko Samajh agaya Hoga K Lable Use Karna Kitna important Hai Is se ek To Search Engine Ko Pata Chal Jata Hai K Kis K Topic k related Post Hai aor Jo Ap K Blog Par Visitor Post Read Karte Hain aor Woh Apni Pasandida Topic Dekhne K Liye Lable Par Click Kar k read Kar Sakte hain

4# Post Title

Aor Ek Main Cheez Jo Hai Post Ka Title Ap Title Ki Hi Waja Se Visitor Hasil Kar Sakte Hain Agar Apka Title Dikhne Men Acha Hoga To Visitor Ka Ap Ki Post Read Karne K Chanses Barh Jate Hain Ap Ko Chahiye Ap Aisa Title Name Choose Karen Jo Ziyada Search Kia Jata Ho Is K Ilawa Ap Ko Chahiye K Koi Unique Post Title Likhen Jo Allready Use Na Kia Howa Ho Jo Sab Title Se Alag Ho Aor Title Ko Ziyada Long Na Banain Balke Ek Chota Sa Title Aor Attractive Ho Search Engine Par Dekhne Wale Ko Pata Chal Jai K Is Post Men Kia Hai Title Post In Word Ka Use Karen "Killer","Amazing","Excellent","Working","Free"
Jahan Ap Ko Munasib Lage
For Example 
"Google Adsense Ki Cpc increase Karne Ki Killer Tricks"

5# Permalink

Jab Ham Post Likhte Hain To Automatic Hamari Post Ka Link Create Hojata Hai Lakin Agar Ham Chahen to Ham Ap Ni Marzi Se Link Ko Short,Attractive Bana Sakte hain Bara Aor Bekar Dikhne Wali Post Google Ignore Kar Deta Hai is K Ilawa Jo Link Acha Nhi Dikhta Agar us link Ko

 Ham faceBook Aor Other Social media Network Par Share Karte Hain To Ziyada Tar Log Bhi Unhen Ignore Kar Dete Hain Is K Ilawa Google Ap Ki Post K Link Men se Pehle 3-5 Word Ko Ziyada Value Deta hai Is Liye Kooshish Karen K Ap K Target Key Word Link Men Pehle 3-5 Word Men Use Karen Agar Ap SEO Friendly Post Likhna Chahte Hain to PermaLink Par Bhi Zaroor Dihan Diya Karen Permalink Theek Use Karne Se Hamari Search Engine Optimize Men High Rank De Sakti Hai

6# Search Description

Agar Ap "Search Description" Post Men use Nhi karte to Ap Ki Post Kabhi Search Engine Men Top Par Nhi Asakti Kion K Hamen search Description Men Post K Bare Men Likhna Hota Hai Is se Google Ko Maloom Hota Hai K Hamari Post Kis Bare Men hai Is Se 
Agar Ap K Blogger Men post Likhte Time "Search Description" Ka Option Enable Nhi To Ye Step Follow karen
Blogger>Dashboard>Setting>Search Preference>Description>Save
Ab Ap Ki Har Post Men

7# Image SEO Optmize

Agar Ap Mukamal Seo Friendly Post Likhna Chahte Hain Aor Ap Chahte Hain K Ap Ki Post Search Engine Men Top Rank De To Ap Ko Chahiye Ap Post Men Use Karte Time Image Ko Bhi Optimize Karen Image Seo Omptimize Kar K Bhi Ap Traffic Barha Sakte Hain To Ap Ko Karna Ye Hai K Apni Image Ko Seo Friendly Optimize Karna Hoga Matlab Ap Ko IMage Men Alt Tag Description Use Karna Is se Search Engine Ko Confirm Hojata Hai K Ye Kis Cheez Ki Image Hai

Url Shortner se Earning Karne K 5 Popular ways

Url Shortner se Earning Karne K 5 Popular ways



InterNet Par Paise Kamana Din Ba Din Asan Hota Jaraha Hai Internet Se Lagao Rakhne Wale Ab Lakho Kama Rahe Kion K InterNet Par Ham Thore Se Time Men Ziyada Paise Kama Sakte Hain InterNet Par Paise Kamane K Diffrerent Tarike Un Men Se Ek Tarika Hai Apni Website Ya Kisi Link Ko Short Kar K Paise Kamana Ap Ne Shayad Dekha Hoga K Ap k Dost Ya Social Media Network Par Loog Short Link Share Karte Hain Short Link Share Karne Ka Maqsad Paise Kamana Ap Bhi Link Ko Short Kar K Paise Kama Sakte Hain InterNet Par Paise Kamane Wale Tarike Men sab se Asan Tarika Link Ko short Kar K Paise Kamana Hai Ap Ko Is Post Ko read Karne K Bad Samajh aiga k Link Short Kar k Paise Kamana Bilkul Easy Tarika Hai Sab Se Pehle Ap Ko Main ye Bata doun k Kaise Ham Short Link se Paise Kama Sakte Hain InterNet Par Kuch Aisi Website Hai Jahan Par Ham Apni Website Ya Kisi Link Ko Short Kar K Facebook,Google,Reddit,Twiter Ya isi Tarha Ki Popular Social Media Par Share Kar K Paise Kama Sakte Hain Ya Phir Un Short Link ko apni Website/Blog Par add Kar K Bhi Paise Kama sakte Hain is K Ilawa kafi Faide Bhi Hain Agar Ap K blog Ka Link Bara hai Ya Ap kisi cheez Ka link Send Karna chah rahe Hain jiska url (Link) Bara Hai to ap Ise Short Bhi Kar Sakte Hain

What Is Url Shortner And How It Work

SAB se Pehle Ap Jan len K Url shortner Hota Kia Hai Aor url shortner Se Kaise Earning Karte Hain
Url Shortner Aisi Websites Hain Jahan par Ham Apna Link Shor Karte Hain Link Short Hone K Baad Woh Hamen Facebook Jaisi Social Media Par Share Karna Hota hai  Jab Ham Short Link Social Media Par Share Karte Hain to Jo In Link ko Chalata Hai Unhen "5 Second" Tak "Ads" Show Hote hai Phir 5 Second Guzarne K Bad Unhen "Skip Ads" Par Click Karna Hota hai Us k Bad Hi Orignle Link Chalta Hai man Lijiye Ham Ne Apni Website Ki Link Short Ki Aor Kisi Ko Chalane k liye Diya To Woh Chalaige To Use 5 Sec K Liye Ads Show Honge "Skip Ads" Par Click Karne K Bad Hi Hamari Website Chalegi Shayad ab Ap Ko Samajh agai Hogi K Link Share Karne Se Kaise Earning Hoti hai Agar ab Bhi Ap Ko Samajh Nhi i to ap ye Example Dekh Len
Link Short Hone Se Pehle = UrduTricksTown.com
Links Short Hone K Bad = http://adf.ly/1UXezi
Ab ap Ise Click Kar K dekhlen

To Ap Ko Main Kuch Aisi Website Suggest Karta Houn Jin se ap Link Short Kar K Ziyada se ziyada Income Kar sakte Hain Dihan Rahe Jo Men ap ko Website Bata Raha houn Kooshish Karen Un hi Link Shortner Website Se Paise Kamaye Kion K InterNet Par Kuch Aisi Website hain Jo Hamen Income Nhi Deti Matlab K Woh Scam website Hain Jo Main ap Ko Batane Ja Raha Houn woh Ap Baghair Confuse howe Use Kar Sakte Hain kion K ye Link Shortner Website Fully Trusted Website Hain Aor In Men Se Kuch Ko maine Khud Bhi try Kiye Hain Aor In K Bare Men Mujhe Mukamal I formation hai

#1 Earning With "Shorte.st"

ye Ek New Link Shortner Website Hai Is Se Bhi Hamen Link  Kar K Paise kama Sakte Hain Ye Aj Kal sab Se Ziyada Use Ki Jarahi Hai Kion K Ye Hamari Jaldi Aor Ziyada Earning Karne men Hamari Madad Karti Hai Ye Hamen "1000" Views Par 2$-5$ Deti Hai Shorte.st Ko Use Karna Bahut Hi Asan hai Is se Ap Minimum 10$ Payout Karwa Sakte Hain AP apni Payment Paypal Aor Payoneer ki Madad Se Recive Kar Sakte Hain is K Ilawa Shorte.st Affiliate Proframe Bhi Hai Yaini Ap Shorte.st K Ads Apni Website Ya Blog Par Laga sakte Hain Jo Ap Ki Website Se Click Kar k Shorte.st Join Karega apko Iska Commision Milega
Minimum Payout:- 10$
Views:- 1000 Views= 2$-5$
Payment Method:- paypal,Payoneer

#2 Earning With "Adf.ly"

Adf.ly Ek Old aor Fully Trusted Website Hai Ye Sab se Ziyada Istimal Ki Jane Wali Url Shortner Website Hai Adf.ly Takreeban "1000" View Par Hamen 5$ Dei Hai  Mujhe Adf.ly Men Ek Cheez Sab se achi Lagi k Ham Kam se Kam Adf.ly Se 5$ Nikalwa Sakte Hain Adf.ly Hamen Sirf "Paypal" K Zariye Hi Payment Karti Hai
Ap Ko Men personally Suggest Karta Houn K Ap Adf.ly Hi use Karen Lakin Kuch Countries Men Adf.ly K Short Link Facebook par Share Nhi Kar Sakte Ban Hai Jaisa K Pakistan
Minimum Payout:- 5$
Views:- 1000 Views= 5$
Payment Methot:- Paypal

#3 Earning With "victly.com"

Victly.com Bhi Dosri Url Shortner Website ki Tarha Hai ye Hamen short Link Par Click Karne K Paise Deti Hai Ye Earning Increase Karne k liye sab se Achi url shortner Hai Hai victly.com se Ham Ziyada Paise Kama Sakte Hain ye Hamen 1000 Views Par 5-10$ Deti Hai Ham Kam Se kam 10$ Victly.com Se Payout Karwa Sakte hain Paypal K Zariye
Minumum Payout:- 10$
Views:- 1000 Views= 5$-10$
Payment Methot:- Paypal

#4 Earning With "bc.vc"

Bc.vc Bhi Dosri Url Shortnee Ki Tarha Ha Is se bhi Ap asani se Short link share Kar k Earning Kar Sakte HainYe Bhi Trusted Website hai bc.vc Se Hamen 1000 Views Par Hamen 4$ Deti hai Ham Paypal K Zariye kam se kam 10$ Nikalwa sakte Hain
Minimum Payout:- 10$
Views :- 1000 Views= 4$
Payment Method :- Paypal

#5 Earning With "Linkshrink.net"

Linkshrink.Net Bhi Ek Old Url Shortner Website Men Se Ek Aor Ye Trusted Website Bhi Hai Is se Ap 1000 Par Ap 5$ Earn Kar Sakte Hain Ham Kam se kam 10$ Payout Karwa sakge Hain Paypal Aor Payza K Zariye
Minimum Payout:- 10$
Views:- 1000 Views= 5$
Payment Method:- Paypal,Payza

How To Earning With "Url Shortner"

Maine Ap Se 5 best Aor trusted Url Shortner Ki Website Share Ki in Men Se Ap kisi Bhi Wrbsite Se Paise Kama Sakte To Chaliye Ap ko Bata Doun K Url shortner Se Paise Kaise Kamate Hain
Ap Url Shortner Men Se Jo Website Achi Lagi Woh Website Chalain Url Shortner Men apna Account Karen (Bilkul Free Account Bana Sakte hain)
Account Banne K Bad ap Koi Bhi Link Add Karen
For Example Ap Ne UrduTricksTown.com Link Add Kia To Uska Ek Short Link Ban jaiga Ab ap ko Wahi Links Share Karne K Paise Milenge Aor Woh Earning Ap k account men Save Hoti Rahegi

Facebook Page Like Box Blog Men Kaise Add Karen

Facebook Page Like Box Blog Men Kaise Add Karen




Aj Ham Bat Karenge K Blog Men Facebook Page Like Box/Widget Kaise Lagate Hain Ap Ne Dekha Hoga Takreeban Tamam Website Par Unki Website Ka Facebook Page Attach Hota Hai Is se Ham Facebook Page Aor Visitor Donu Barha Sakte Hain Agar Ap Apni  Website Par Facebook Page Like Box/Widget Lagainge To Ap Ki Website Par Ane Wale Visitor Ko Ap Ki Website Pasand Ati Hai To Woh Ap Ka Page Zaror Like Karta Hai Aor Ap Jab Koi New Post Apni Website Par Publish Karte Hain To Ap Apni Website Ki Post Ka Link Facebook Page Par Zaroor Share Karte Hain Is Se Visitor Ko Facebook Page Ki Waja Se Information Mil Jati Hai K Ap ne Website Par New Post Publish Ki Hai

Ab Ap Samajh Gy Honge K Blog Par Facebook Page Like Box Lagana Kitna Zaroori Hota Hai Agar Ap Apni Website Ki Promotion Karna Chahte Hain To Facebook Page Like Box Zaroor Add Karen Facebook Page Like Box Blog Men Add Kar K Traffic Increase Karna Important Aor Asan Tareen Tarika Hai Kion K Is Men Hamen Sirf Facebook Page Widget Add Karna Hota Hai Page Par Like Automatic Increase Hote Rehte Hain Aor Ham Jante Hain Facebook Page Traffic K Liye Kitna Important Hain

How To Create Facebook Page Code For Blog

FaceBook Page Blogger Par Lagana Bilkul Asan Hai Ap Ko Men Ek Code Share Karha Houn Jis Men Thori C Changing Kar K Blogger Men Facebook Page Asani Se Add Kar Sakte Hain Ap Ko Karna Ye Hai Ye Code Copy Karna Hai (Code Copy Karne K Liye Yahan Click Karen)
Copy Karne K Bad Kuch Changing Karni Hoti Hai Code Banane K Loye Ye Step Follow Karen


<center>
<iframe style="border: none; overflow: hidden; height: 150px;" src="//www.facebook.com/plugins/likebox.php?href=https%3A%2F%2Fwww.facebook.com%2FPAGE NAME/?fref=nf&width&height=180&colorscheme=light&show_faces=true&header=false&stream=false&show_border=false&appId=299013060234545" width="300" height="150" frameborder="0" scrolling="no"></iframe></center>


1:- Ap Apne Page Ka UserName Likhen
2:- Ab Is Code Ko Copy Kar Len

How To Add Facebook Page Like Box Code In Blogger

1:- Blogger Dashboard Men Jain
2:- Ab "Layout" Par Click Karen


3:- Ab "Add A GadGet" Par Click Karen (Layout Men Kisi Bhi Jaga Par Page code Add Kar Sakte Hain)


4:-  Ab "Html/Java Script" Par Click Karen Jaise K Picture Men Dikhaya gaya Hai

5:- Ab Ap K Samne Page Pop-Up Window Open Hogi Usmen Ap Title Name Den (Jaisa K Maine Apne Blog Men Facebook Page Like Box Ka Title "Contact Us On Facebook" Likha Hai Ap Kuch Bhi Likh Sakte Hain
6:- Title K Neche Ap Ko Facebook Page Ka Code "Paste" Karna Hai
7:- Ab Ap "Save" Par Click Karen .

Ab Ap Apna Blog Open Karen Ap K blog Par Facebook Page Show Ho Raha Hoga
Ap Ko Post Kaisi Lagi Comment Zaroor Kare Agar Ap Ko Post Achi Lagi To Hamari Post Social Media Par Apne Dostoun Se Zaroor Share Karen

Facebook Photo Verification Bypass Karne Ki 100% Working Tricks

Facebook Photo Verification Bypass Karne Ki 100% Working Tricks

Dosto Maine Facebook K Different Groups men Dekha K Bahut Logoun Ki Yahi Request Hoti Hai K "Mujhe Photo Verification Hata Den Ya Photo Verification Solve Kar Do" G Han Waki Ye Bahut Bari Problem Hai Jab Hamari Facebook Id Block Hojati Hai Ya Photo Verification Ajati Hai To Hamen Kafi Pareshani Hoti Hai But Aj Se Ap Ko Photo Verification Se Pareshan Hone Ki Koi Zaroorat Nhi Kion K Men Photo verification Ko Hatane Ka Yaini Photo Verification Solve Karne Ki 2016 ki 100% Working Tricks Bata Raha Houn Jis Se Ap Easily Facebook Tag Photoverification Bypass Kar Sakte Hain

What Is Fb Photo Verification

Facebook Photo Verification Hamari Id Par Us Time Ati Hai Jab Ham Facebook K Rule Torte Hain Ya Koi Hamare Id K Liye Report Kar Deta Hai K Hamara Id Fake Hai Facebook Photo Verification Ka Asal Maqsad Ye Hota Hai K Hamari Id Real Hai Ya Fake is Liye Hamen Kuch Picture Show Hoti Hain Hamen Ye Batana Hota Hai K Ye Picture Kis Friend Ki Hai Agar Ham Jante Hain To Easily Photo Vetification Hata Sakte Hain Man Lijiye Agar Hamare Ziyada Friends Hain Aor Ham Unhen Nhi Jante To Phir Kaise Facebook Photo Verification Verifiy Karenge To Us Time Hamen Ek Trick Use Karni Hoti Hai Jo K Men Aj Batane Wala Houn

Latest 2016 Tricks To bypass Photo Verification

InterNet Par Kuch Tricks Hain Jis se Ham Pehle Photo Verification Hata Sakte They Lakin Woh Method Ab Takreeban Work Nhi Karhe Pehle Ham Facebook Photo Verification K Liye Brwoser Men Proxy Port Etc Dal Kar Facebook Verify Kia Jata Ta Jo K Kafi Mushkil Hota Ta But Aj Men Ap Ko Ek Asan Tarika Bata Raha Houn Jis se Ap Facebook Verify Kar Sakte Hain Bas Hamen Ek  "Proxy Change" Karne Wala Apps Download Karna Ya Koi "Vpn Apps" jis Ko Use Karna Bahut Hi Asan Hai
*:- Slow Mobile Ko Fast Banane K killer tricks
*:- Paid Software Ko Free Chalane Ki Secret Trick

Facebook Photo Verification Bypass Karne Ka Tarika

1:- Sab Se Pehle Vpn Hola Download Karen
2:- App Install Karne K Bad Open Karen
3:- Ab Hamen Country Select Karni Hai Ab Ap "Japan" Country Select Karen
4:- Ab Ap "Vpn Hola" Men Scroll Down Karen Ab Ap K Mobile Men Jitna Apps Ha "Vpn Hola" K Home Page Par Show Ho Rahe Honge Ab Ap "Google Chrome" Select Karlen

how to verify facebook account with new trick vpn hola japan proxy

5:- Ab Vpn Hola Google Chrome Se Connect Ho Chuka Hai
6:- Ab Google Chrome Men M.Facebook.com Open Karen Aor Jis Facebook Account Ki
Photo Verification Bypass Karni Hai Woh Account Login Karen
7:- Login Karne K Bad  Ab Ap Se Photo Tag Verification K Bajay Apka Number Pocha Jaiga
8:- Ab Ap Apni Country Select Karen
9:- Apna Mobile Number De Kar Continue Par Click Karen

10:- Ab Ap Ne Jo Number Add kia Wahan Par Ek "Code" Aiga Woh Code Likhen Phir Continue Par Click Karen
11:- Ab Ap Ko Ye Sms Show Hoga "Your Account Already Verified" Ab "Continue" Par Click Karen Ab Ap Ka Facebook Account Verify Hochuka Hai
how to By Pass Photo verification In Facebook account urdu hindi tricks 100 working tricks proof

Agar Ap Chahte Hain Isi Tarha Aor Bhi Tricks Deta Rahoun To Is Post Par Comment Karen Aor Batain Kaisi Trick Hai Facebook Aor Other Social Media Par Share Karen

BuysellAds Se online Paise Kamaye (Monthly 500$)

BuysellAds Se online Paise Kamaye (Monthly 500$)

Agar Ap Ka Blog Hai Ya Ap Blogger.com Par Free Blog Bana Kar Kar Online Paise Kamana Chahte Hain To Ap Ko Online Make Money Ka Asan Tarika Bata Raha Houn "BuysellAds" Se Ap Ghar Baithe Online InterNet Se Paise Kama Sakte Hain Ham Ne Pichli Post Men "Adsense K Liye Kaise Apply Kia Jata Hai" k Bare Men Read Kia Ta But BuysellAds Bhi Bahut Badiya AdNetwork Hai Ye Google Adsense Se Bahut Different Hai Google Adsense Cpc (Click Per Cost) Adnetwork Hai Jo K Ap K Blog/Website Par Show Hone Wale Adsense K Ads Par Click Karne Se Earning Ho Ti Hai Jab K "BuySellAds" Ki Madad Se Ham Impression K Through Paise Kama Sakte Hain BuYSellAds Se Ham Unlimited Paise Kama Sakte Hain Jab Hamari Website/Blog apar BuysellAds Approve Ho Jai To Ham BuysellAds K Ads Blog Par Display Kar Sakte Hain BuySellAds K Ads Show Hone K Bad Hamari Earning Start Ho Jati Hai  "BuysellAds" Ap Ko Monthly Basis Par Payment Karta Hai "BuySellAds" Ap Ki Total Income Men Se Kuch Charges Lete Hain But Dont Worry BuysellAds Adsense K Nisbat Kam Charges Lete Hain

BuysellAds Se Ham Kitna Paise Kama Sakte Hain

BuysellAds Se Ap Unlimited Online Paise Kama Sakte Hain But Ye Ap Ki Website/Blog Ki Traffic Aor Topic Par Depend Karta Hai Agar Ap K Blog Ki Traffic Ziyada Hogi To Ap Ki Income Bhi Increase Ho Gi "BuysellAds" Ap Ko 50k Impression Par 500$ Earning Deta Hai Yaini Agar Ap K Blog Par Monthly 50k Impression Hota Hai To Ap Monthly 500$ TaK Kama Sakte Hain
Ap K Blog Par Bhi "BuySellAds" Ki Earning Par Effect Parta Hai Agar Ap Ka Blog Technology K Related Hai To Ap "BuySellAds" Se Ziyada Paise Kama Kama Sakte Hain For Example Ye Topics
 Make Money Online,Blogging,Web Devolping,Website Designing Par BuySellAds (BSA) Ziyada aearning Deta Hai Agar Ap K blog Ka Koi General Topic Hai Jaisa K Sport,Beauty Tips,Celebrity Is Kisam K GeNeral Topic To Ap Ko Technology Ki Nisbat "BuySellAds" Kam Earning Dega


BuySellAds Approve Karane Ki Malomaat/Jankaari

Blog/Website Par "BuySellAds" Approved Karana Thora Hard Yaini Mushkil Hai Ap Ko Hard Work Karna Hoga Ap K Blog Par Highly traffic Hona Lazmi Hai "BuySellAds" Approve Karane K Requirment Ye Hain
1:- Ap Ki Website Par Monthly 30,000 Impression Hona Chahiye
2:- Ap Ki Website English Men Honi Chahiye
3:- Ap Ki Website Ka Look Professional Hona Chahiye Yaini Apka Templete Acha Hona Chahiye
4:- Ap Ki Website Par Kam Se Kam 40 Posts Hone Chahiye
5:- Ap Ka Blog 4 Month Se Old Hona Chahiye
6:- Ap K Blog Par Hacking,Cracking Etc K Artical Nhi Honi Chahiye
Agar Ap Ki Website In diye Gy Points K Mutabik Hai To Ap Abhi Apply Karen Apply Karne K Bad "BuySellAds" Ap Ki Website Review Karegi Phir Woh Ek Email Send Karenge K Ap K Blog Par "BuySellAds" Approve Ho Gaya Hai
AGAR ap Ka Blog In Bataye Gy Points K Mutabik Nhi Hai To abhi Ruken Abhi Apne Blog Ko Improve Karen Phir Ap BuySellAds Par Apply Karen
I hope Ap Ko Online Paise Kamane Ka New Idea Mila Hoga Agar Ap Ko Ye Post Pasand Ai To Social Media Par Share Kar K Apne Dostoun Ko Bhi Waqif Karen
Thank You My Reader

How To Increase Backlinks/Traffic Amazing Tips

How To Increase Backlinks/Traffic Amazing Tips


Backlinks Kaise Increase Karen

Blog Ki Traffic Barhane K Liye Ham Bahut Kuch Karte Hain Jaise K Social Media Par Share Karna Aor On-Page,Off-Page Seo Optimize Karna To Aj Ham Off-Page Seo Ki Hi Ek Kisam Ki Tips Sekhenge Jis se Ham Blog Ya Website Ki Backlinks Barha Sakte Hain Aor Google Par Blog Ko High Rank de Sakte Hain Backlinks Barhane K Liye Hamare Pas 2 Option Hote Hain Kisi Top Level Website Par "Guest Post" Kar K Backlinks Increase Karna Aor Dosra Option Kisi High Ranking Website Par Apni Website Ya Blog Ka "Link" Comment Kar K Backlinks Increase Karna Agar Hamari Website Ki Backlinks Ache Honge Aor Jitna Ziyada Backlinks Honge Hamari Website Google Aor Other Search Engine Par Acha Rank Degi Zaihri Bat Hai Jab Hamari Website Ka Rank Increase HOga To Hamari Traffic Bhi Increase Hogi Aor Sath Men Hamari Earning Bhi Bharegi Aj Ham Aisi Free Tips K Bare Men Bat Karenge Jis se Ham Asani Se Backlinks Increase Kar Sakte Hain Woh Bhi Bilkul Free Aor Ek Easy Tips Se Tips Men Ham Bat Karenge K Kaise Comment Ko acha Bana Kar Kisi High Ranking Website Par Comment Karen Kion K Hamen Direct Apni Website Ka Link Nhi Dena Chahiye Kion K Direct Link Dene Se Ulta Hamara Hi Rank Kharab Hone Ka Khatra Hota hai Hamen Ek Khas Tarike K Sath Comment Dal Kar Backlinks Bharhana Chahiye Jis se Ham Ache Backlinks Hasil Kar Saken

Blog Ka Link Comment Men Kaise Dena chahiye

AP ko Asani se Samajh Ajaiga Ap jo Main Apko Bat Bataon Use Ghaor se Read Karen
1:- <a href="abni wesite ka url den/">apna message tipe kren</a>
2:- Ap Ko Karna Ye Hain UrduTricksTown.com Ko Remove Kar Ke Apni Website Ka address Likhen
3:- Aor Text Ki Jaga ap Koi Bhi Text likhen Ap ko Jo Informtion Show Karwana Chate Hain
4:- Ab ye Pora Code Copy Kar Len Aor Kisi bhi Website Par Comment Add Karlen

Direct Link Nhi Dena Chahiye

Aksar New Blogger Ko Agar Ye Bhi Janta Ho K Apni Website Ka Link Comment Karne Se Backlinks Milte Hain Lakin Phir Bhi Ek Ghalti Karte Hain Jis se Un k Blog Ka Search Engine Par Rank Increase Hone K Bajay Decrease Ho jata Hai Kion K Woh Direct Link Add Kar Dete Hain Man Lijiye Ap Ka Blog New Ha Ya Apka Blog Ka Search Engine Par Behtar Nhi Hai To Agar Ap Kisi High Ranking Wali Website Par Apne Blog Ka Link Add Karte Hain To Agar Ap Google Par Apni Website Name Likhenge To Apka Blog Show Hone K Bajay Woh Blog Show Hoga Jis Par Apne Apna Direct Link Add Kia Ta Because Us Blog Ka Rank Ap k Blog Se Behtar Ta Ap To Aisa Karne Se Bachen Is se Ap K Blog Ki Ranking Achi Hone K Bajay Kharab Hoti Jis Ka Natija Search Se Traffic Milne K Chances Low Ho Jainge Lakin Agar Ap Mere Batai Gai Tips Ko Follow Karenge Us se Ap Search Engine Se Traffic Ziyada Aigi

Kahan Comment Karna Chahiye

Kooshish Comment Aisi Highest Ranking Website Par Karen Jo Ap k Blog K Related Ho Matlab Ap k Blog Ka  Jo Topic Hai Usi K Related Hi Blog Par Ap Comment Karen Aor Aisi Website Par Apne Blog Link Comment Karne Se Bachen Jahan Ghalat Information Hoti Hai Jo Google Or Other Search Engine K Khilaf Houn

Ads By Google

Popular Posts

Powered by Blogger.

Contact us

Blog Archive