Friday, 13 May 2016

Window Ko Tez Fast Kaise Kiya Jai

Window Ko Tez Fast Kaise Kiya Jai

Window Ko Fast Kaise Karte Hain

Hello UrduTown Visitor Main Aj Ap Ko bataonga Ke K window Kion Slow Hoti Hai Hai Aor Usy Normal Speed pe Kaisy Laya Jata hai Window Ziada Tar To Pentium 3 Aor pentium 4 Main slow Hojati hain
AOR Ham Dobara Speed Fast Karne Ke Liye Ham New Window Karlete Hain lakin Kuch Arsy(عرصے) Ke Baad Window Phir Slow Hojati Hai.

Window slow Kion Hoti hai

Window Ziada Tar Ghair Zaroori "Programe " ki Waja Se slow Hojati Hain

Window fast karne ka tarika

Sabse Pehly Ap "Control panel"Main Jain Iske Baad "System" Ke Option Par Click Karain iske Baad Apke Samne Ek new Screen Khulegi Ab Ap "Advance/Performance" Ke option main Ja Kar "Setting" open Karain iske Baad "Adjust For Best PerFormance" Ko selet Karlain Iske Baad apki Window Fast Hojaigi...!!
Note:Agar Post Achi Lagy Ya koi Problem Ho to Ap Comment Karsakte hain

0 comments:

Post a Comment

Ads By Google

Popular Posts

Powered by Blogger.

Contact us

Blog Archive