Blog SiteMap Bana Kar Search Console Men Kaise Add Karen
Ham Ne Pechli Post Men Sekha Tha K Blog Ko Search Console Main Kaise Add Karte Hain Hain jis Se Hamari Website Par Show Hoti Hai Agar Ap Chahte Hain K Ap K Blog Ki Tamam posts Google Men Jaldi Index Hojain Aor Ap Ki Posts Google Par Jaldi Show Hojain TO Ap Ko Apne Blog Ka SiteMap Google Men Add Karna Hoga Jis Se Apka Blog Ka Rank Google Main Acha Result Dega aksar New Blogger Ka Mujh Se Question Hota Hai K Woh Search Engine Se Traffic Kaise Barhain Aj Is Article Main Ap Ko Jo Main Bata Raha Houn Is se Ap Search Engine Se Traffic Increase Kar Sakte Hain Bas Ap Ko Apni Website Ya Blog Ko Search Console Se Submit Karna Hai Aor Sitemap Add Karna Hai Aj Is Article Men Ham 2 Important Baten Sekhenge
1:- Blog Ya Website Ki Sitemap Kaise Banate Hain
2:- Sitemap Search Console Men Kaise Add Karen
1:- Blog Ya Website Ki Sitemap Kaise Banate Hain
2:- Sitemap Search Console Men Kaise Add Karen

SiteMap Kia Hai Aor Sitemap Ko Search Console Men Kaise Add Karen
Agar Ap Sitemap K Bare Men Nhi Jante To Pehle Men Ap Ko Bata Doun K Sitemap Kya Hoti Hai Sitemap Hamare Blog Ya Website Ki Sitemap Ek Xml File Hai Jis Men Ap K Blog Ya Website K Tamam "Link" Url Add Hote Hain Mere Kehne Ka Matlab Ham Jo Posts Likhte Hain Aor Jo Hamari Website Men Pages Hote Hain Un Sab Ka "Url" Collection Ko Ham Sitemap Kehte Hain Ab Ap Khud Sochen Agar Ap K Blog K Tamam Url Google Par Add Houn To Zehri Bat Hai Ap Ka Blog Google Par High Rank Dega Aor Ap K Blog Ki Traffic Search Console Se Increase Hoti Rahegi Ab Ap Ache Se Jan Gy Hain K Sitenap Kya Hai Aor Sitemap Search Console Men Submit Karna Kitna zaroori HainHow To Create Sitemap. Hamen Search Console Men SiteMap Add Karni Hai Lakin Hamen Us K Liye Pehle Hamen Online Apne Blog K Liye Site Map Create Karna Hai Jo K Bilkul Hi Asan Hai Waisw Dekha Jai To Hamen InterNet Par Bahut SiteMap Creator Mil Jainge Men Ap Ko Ek Best Aor Asan Sitemap Creator Tool Se Sitemap Create Karna Sikhaounga1:- Sab Se Pehle Xml-Sitemaps open Karen
Ab Ap K Samne Aisa Page Aiga Jaisa K Neche Image Men Dikhaya Gaya Hai

2:- Ab Apne Blog Ya Site Ka Link (Url) Likhen
3:- Ab "Always" Option Select Karen
4:- Ab "Use Server Respons" Par Click Karen
5:- Ab "Automatically Calculate" Par Click Kareb
6:- Ab Ham Ne Tamam Option Bilkul Sahi Sekect Kar Liya Hai Ab "Start" Par Click Karen
Ab Ap K Blog K Tamam Url Calulate Hona Shuru Hojainge Ab Ap K Samne Ek New Window Open Hogi
New Message Show Hoga "Your Sitemap Is Ready" Ab Ap Apne Blog Ki Sitemap Copy Kar Len Ap Ki Sitemap Kuch Is Tarha Ki Hogi www.UrduTricksTown.com/Sitemap.xml
Ab ap Ki Sitenap Tayar Hai Ab Hamen Sitemap Ko Search Console Men Add Karna Hai
How To Add Sitemap In Google Search Console
1:- Search Console Open Karen Ab Apne Blog Par Click Karen
2:- Ab "Crawl" Par Click Karen Ab Ap K Samne Kuch Options Ainge Ab "SiteMap" Par Click Karen
3:- Add/Test Sitemap Par Click Karen
4:- Add/Test Par Click Karne Par New Box Open Hoga Wahan Par Ap Ki Website Pehle Se Add Hogi Apni Website K Age sitemap.xml Likh Den
5:- Ab "Submit Sitemap" Par Click Karen
Ab Page Ko Refresh Karen Ab Ap K Samne "Status" K Neche "Pending" Show Ho Raha Hoga Is Ka Matlab Hai K Abhi Ap Ki Sitemap Add Hone Men Time Lagega Sitemap Add hone K Ba Jab Bhi New Posts Publish Karenge Woh Automatically SiteMap Men Add Hoti Rahengi
Ab Ap Ki Sitemap Google Men Add Ho Chuki Hai Agar Koi Problem Ya Koi Sawal Pochna Chahte Hain To Ap Comment Karen
0 comments:
Post a Comment