Saturday, 14 May 2016

Blog Men Menu Kaise Edit/Add Karen | Easiest Tarika

Blog Men Menu Kaise Edit/Add Karen | Easiest Tarika


Ham visitor Increase Karne K K Liye Acha Templete Lagate Hain Aor Blog Ka Design Behtar Se Behtar Banane Ki Kooshish Karte Hain Ap Ne Kabhi Socha Hai K Ap K Blog Ya Website Par Ane Wale Visitor Ko Agar Un Ki Pasand Ki Post Na Mile To Ye Visitor Kam Hone K Chances Hote Hain is Liye Ham Blog Men Menu Edit Karte Hain Hain Ta K Hamari Website Par Ane Wale Visitor Ko Apni Pasandida Post Asani Se Mil Sake Is Liye Ham Website Men Menu Add Karte Hain Jaise K Maine Apni Website Par Android Tricks,Blogging,Earning Money,Social Network menu Add Kiye Howe Hai Jis Se Meri Website Men Ane Wale Visitor Ko Asani Se Pata Chal Jata Hai K kis Topic Ki Posts kon Se Menu Men Hai Aor Woh Asani Se Apne Topic Ki Post Search Kar Sakte Hain Ab Ap Ye Jan Gy Honge K Blog Men Menu Edit/Add Karna Kitna Lazmi Hai


Also Read:- How To Write SEO Friendly Posts (Increase Traffic From Search Engine) Tips In Urdu Hindi

Also Read:- How To Promote Blog On Social Medi Tips In Urdu Hindi

Blogger Men Menu Kaise Lagaye

Agar Ap Ko Blog Men Menu Bar Edit Karna Nhi Ata To Aj Men Ap Ko Menu Bar Edit/Add Karne K Tips Batounga Jis Ko Follow Kar K Ap Asani Se Blog Men Menu Bar Add Kar Sakte Hain Blog Men Menu Bar Add Karna Bahut Hi Easy Hai Ham Jo Templete Use Karte Hain Us Men Allready Kuch Menu Diye Howe Hote Hain Jin Men Koi Link Add Nhi Hote Woh Hamare Kam K Nhi Hote Hamen Woh Apni Website K Related Menu Edit karne Hote Hain Yaad Rakhen Blog Men Menu Bar Edit/Add Karne K Liye Hamen Thori c Html Editing Ki Knowledge Honi Chahiye Agar Ap Ko Html Editing Nhi Ati To Dont Worry Yahan Men Sab Se Asan Tarike/Method Se Blogger K Templete Men Menu Add Karne K Bare Men Samjhaounga jis Ko Ap Follow Kar K Asani Se Blogger Templete Men Menu Add Kar Sakte Hain
¤Increase Backlinks Tips In Urdu Hindi
¤Approve Google Adsense In Pakistan Nd India 

Blogger Men Menu Lagane Ka Tarika

1:- Blogger Dashboard Men Jain
2:- Templete Par Click Karen
3:- Ab "Edit Html" Par Click Karen
(Ap k Templete Men Allready menu Add Honge For Example News,Games,Softwares Is Kisam K To Ham Kisi Ko Edit Kaise Karenge Chalen Phir Ham In 3 Menu Men se Ek Ko Edit Karhe Hain "News" Wale Ko)
4:- edit Templete Men Jane K Bad CTRL+F Dabain Ek "Search Box" Ajaiga Usmen Apne Woh Menu Search Karna Hai Jo Allready Ap K Tenplete Men Majood Houn Aor Ap Use Edit Karna Chahte Hain

Code Is Tarha Hoga =

<li><a href=’#‘></a>News</li><li

5:- Ab Is Men Se News Ki Jaga Apne Topic Ka Name Likhen Aor Ki Jaga Par Topic Ka Link Yaini Lable Ka Link Add Karen Ye Ham Ne News Wala Menu Edit Kia Hai Isi Tarha Ap Aor Menu's Bhi Asani Se Edit Kar Sakte Hain.
Agar Blogger Templete Men Menu Add Karne Men Koi Problem ho To Ap Comment Karen Aor Ye bhi Bataiye K Post Kaisi Lagi Because Blogger Men Menu Add Karne Ka Asan Tareen Aor  Simple Tarike Se Samjhane Ki Koshish Ki Hai Jo Ek New Blogger Bhi Follow Kar Sakta Hai Comment Karna Na Bholen 

0 comments:

Post a Comment

Ads By Google

Popular Posts

Powered by Blogger.

Contact us

Blog Archive