SEO Friendly Post Likhne K 7 Tips (On-Page SEO Optimize)

Seo Ka Matlab Hai (Search Engine Optimize) Search Engine Jaisa K google,Bing,Yahoo Aor Optimize Ka Matlab Kisi Chees Ko Sudharna,Tarteeb Dena
Seo(Search Engine Optimize) Ki 2 Kisam Hoti Hai
1:- Off Page Seo
2:- On Page Seo
i:- Off Page Seo Jo Ham Apne Blog Ko Search Engine Par Acha Rank Dene K Liye Karte Hain Jaisa K Website Ko Search Console Men Add Karna,Meta Tag,Backlinks Etc
ii:- On Page Seo Ka Matlab Jo Ham Post Likhne K Doran Jo Post Men Sudhar Late Hain Ta K Hamari Post Search Engine Par Jaldi Se Jaldi Index Hojai Matlab Hamari Post Google Par Jaldi show Hojai
To Aj Main Apko Seo Friendly Post Likhne Ki Mukamal Information Bataounga Seo Friendly Post Likhne K Bahut Ziyada Faide is Se Ap Ki Post Search Engine Par Ap Ki Post Ka Rank Kafi Behtar Ho Jata Hai To Zehri Bat Hai Traffic Bhi Increase Hogi Aor Ap ki Income Bhi Badhegi Aj Ka topic ap K liye Bahut Faide Mand Rahega Khas Tar Un K Liye Jinhen Post Likhne Ka Sahi Tarika Nhi Ata Ya Phir Koi New Blogger
Hamen Har Ek Post Ko Seo Friendly Bana Kar Likhna Chahiye Agar Ham Onpage Seo Yaini Seo
Seo(Search Engine Optimize) Ki 2 Kisam Hoti Hai
1:- Off Page Seo
2:- On Page Seo
i:- Off Page Seo Jo Ham Apne Blog Ko Search Engine Par Acha Rank Dene K Liye Karte Hain Jaisa K Website Ko Search Console Men Add Karna,Meta Tag,Backlinks Etc
ii:- On Page Seo Ka Matlab Jo Ham Post Likhne K Doran Jo Post Men Sudhar Late Hain Ta K Hamari Post Search Engine Par Jaldi Se Jaldi Index Hojai Matlab Hamari Post Google Par Jaldi show Hojai
To Aj Main Apko Seo Friendly Post Likhne Ki Mukamal Information Bataounga Seo Friendly Post Likhne K Bahut Ziyada Faide is Se Ap Ki Post Search Engine Par Ap Ki Post Ka Rank Kafi Behtar Ho Jata Hai To Zehri Bat Hai Traffic Bhi Increase Hogi Aor Ap ki Income Bhi Badhegi Aj Ka topic ap K liye Bahut Faide Mand Rahega Khas Tar Un K Liye Jinhen Post Likhne Ka Sahi Tarika Nhi Ata Ya Phir Koi New Blogger
Hamen Har Ek Post Ko Seo Friendly Bana Kar Likhna Chahiye Agar Ham Onpage Seo Yaini Seo
Seo Friendly Post
Is Post Ko Read Karne K Bad Ap Apne Blog Par SEO Friendky Post Likh Sakenge Jis Se Ap Ki Post Google Par Show hogi Aor Ap Ko Traffic Men Kafi Fark Nazar Aiga to Agar Ap Seo Friendly Post (On Page Seo) Likhna Mushkil samajh Rahe Hain to ap Ko Men Ye Bata Doun K SEO Friendly Post Likhte Time Hamen Simple Se Step Follow Karne Hote Hain Lakin woh Simple Step Bahut Maine Rakhti HaiFriendly Post Nhi Likhte To Hamen Search engine Se Traffic Hasil Karne Ka Sochna Hi Nhi Chahiye On-Page SEO ko Use Kar K Ham Google Se Unlimuted Traffic Hasil Kar Sakte Hain SEO Friendly Post Likhne Se Hanari Post Search engine Par Acha Rank Deti Hai Aor Hamari Post Top Par Ane K Chances Hote Hain Kuch Blogger Post Ko SEO Frienly Nhi Banate Jis Ka Natija Unhen Search Engine Se Ziyada Traffic Nhi Ati
Agar Ap Apni Website Par Post Likhte Hain Aor Ap Ki Website Google Men Show Nhi Hoti To Pareshan Hone Ki Koi Bat Nhi
Agar Ap Apni Website Par Post Likhte Hain Aor Ap Ki Website Google Men Show Nhi Hoti To Pareshan Hone Ki Koi Bat Nhi
1# Long Post
Jitna Ho Sake Lambi Post Likhen Is Se SEO Behtar Hojati Hai Aor Ap Ki Post Google Par High Ranking Deti hai Ab Ap Soch Rahe Honge K Lambi Post Likhne Ka Kia Faida Hai To Main ap Ko Samjhata Jitna Ziyada lambi Post Hogi Us Men ap Ziyada Longtail Keyword Use Kar Sakte Hain Jaisa K Meri Ye Post Kafi Long Hai Aor Maine Is Post Men Bahut Se Long Tail Keyword Use Kiye Hain Khas taor Par Maine Ye Longtail Keyword Use Kiye Hain
"SEO Friendly Post Kaise Likhte hain"
"ON pagE Seo Kya Hoti Hai"
"Post Google Par High Rank Kaise Deti Hai"
"Google Par Hamari Post Kaise Top Par Ati hai"
Ye Keyword Maine Ziyada use Kiye Hain Ab Ye Long Tail Keyword Google Par Ziyada Search Kiye Jate Hain Jab Koi Visitor Meri Post Men Add Keyword Google Par Likhega To Meri Post Samne Ajaigi Post Men Har Ek Keyword Search Men Askta Ha Is liye Aise Keyword use karen Jo Google Par Ziyada Search Kiye Jate houn Ab Ap Ko Itna To Pata Chal Gaya Hoga K SEO Friendly Post Likhne K Liye Lambi Post Kitna Zaroori hai
2# Target Keyword
3# Lable
Lables Is Men Hamen Label Likhne Hote Hain Hain Jaisa K Ap Ka Blog Beauty Tips K Bare Men Hai To Us Blog Men Ap Bahut Sare Beauty Tips Share Karte Honge Jaisa K Face Beauty,Hair,Hand, Etc Agar Ap Aisi Post Likh Rahe Hain Jis Men ap Face Beauty K Related Post Likh Rahe Hain To Ap Label Bhi Face Beauty Ka choose Karen Mere Kehne Ka Matkab jis Topic Par Ap Ki Post Ho Usi K Hi Related Label Likhen Aor Kooshish Karen 2 Ya 2 Se Ziyada Lables Use Karen is Se Google ko Asani se Maloom Hojata Hai K Ye Post Kis k Related Hai Jaisa k maine 3 Label Use Kiye Hain "Blogging" , "On-Page Seo" Aor "SEO"
Ab Ap Ko Samajh agaya Hoga K Lable Use Karna Kitna important Hai Is se ek To Search Engine Ko Pata Chal Jata Hai K Kis K Topic k related Post Hai aor Jo Ap K Blog Par Visitor Post Read Karte Hain aor Woh Apni Pasandida Topic Dekhne K Liye Lable Par Click Kar k read Kar Sakte hain
4# Post Title
Aor Ek Main Cheez Jo Hai Post Ka Title Ap Title Ki Hi Waja Se Visitor Hasil Kar Sakte Hain Agar Apka Title Dikhne Men Acha Hoga To Visitor Ka Ap Ki Post Read Karne K Chanses Barh Jate Hain Ap Ko Chahiye Ap Aisa Title Name Choose Karen Jo Ziyada Search Kia Jata Ho Is K Ilawa Ap Ko Chahiye K Koi Unique Post Title Likhen Jo Allready Use Na Kia Howa Ho Jo Sab Title Se Alag Ho Aor Title Ko Ziyada Long Na Banain Balke Ek Chota Sa Title Aor Attractive Ho Search Engine Par Dekhne Wale Ko Pata Chal Jai K Is Post Men Kia Hai Title Post In Word Ka Use Karen "Killer","Amazing","Excellent","Working","Free"
Jahan Ap Ko Munasib Lage
For Example
"Google Adsense Ki Cpc increase Karne Ki Killer Tricks"
5# Permalink
Jab Ham Post Likhte Hain To Automatic Hamari Post Ka Link Create Hojata Hai Lakin Agar Ham Chahen to Ham Ap Ni Marzi Se Link Ko Short,Attractive Bana Sakte hain Bara Aor Bekar Dikhne Wali Post Google Ignore Kar Deta Hai is K Ilawa Jo Link Acha Nhi Dikhta Agar us link Ko
Ham faceBook Aor Other Social media Network Par Share Karte Hain To Ziyada Tar Log Bhi Unhen Ignore Kar Dete Hain Is K Ilawa Google Ap Ki Post K Link Men se Pehle 3-5 Word Ko Ziyada Value Deta hai Is Liye Kooshish Karen K Ap K Target Key Word Link Men Pehle 3-5 Word Men Use Karen Agar Ap SEO Friendly Post Likhna Chahte Hain to PermaLink Par Bhi Zaroor Dihan Diya Karen Permalink Theek Use Karne Se Hamari Search Engine Optimize Men High Rank De Sakti Hai
6# Search Description
Agar Ap "Search Description" Post Men use Nhi karte to Ap Ki Post Kabhi Search Engine Men Top Par Nhi Asakti Kion K Hamen search Description Men Post K Bare Men Likhna Hota Hai Is se Google Ko Maloom Hota Hai K Hamari Post Kis Bare Men hai Is Se
Agar Ap K Blogger Men post Likhte Time "Search Description" Ka Option Enable Nhi To Ye Step Follow karen
Blogger>Dashboard>Setting>Search Preference>Description>Save
Ab Ap Ki Har Post Men
7# Image SEO Optmize
Agar Ap Mukamal Seo Friendly Post Likhna Chahte Hain Aor Ap Chahte Hain K Ap Ki Post Search Engine Men Top Rank De To Ap Ko Chahiye Ap Post Men Use Karte Time Image Ko Bhi Optimize Karen Image Seo Omptimize Kar K Bhi Ap Traffic Barha Sakte Hain To Ap Ko Karna Ye Hai K Apni Image Ko Seo Friendly Optimize Karna Hoga Matlab Ap Ko IMage Men Alt Tag Description Use Karna Is se Search Engine Ko Confirm Hojata Hai K Ye Kis Cheez Ki Image Hai
Asslamoaliakum bro! Hope You doning well. main ne aap k blog per contact k liye dikha liken muje nahin mila. muje aap ka kaam pasand aaya hai or main aapne blog k liye writer daikh raha hoon jo mere liye Romain urdu likhy aap muje whatsaap Karen. Please
ReplyDeleteWhatsaap:+966593343158.Reagrad :Muhammad Aslam