Google Adsense DisApproved Kion Hota Hai Aor Iska Kya Solution Hai (Usefull Guide)
Google Adsense DisApprove Ho Jai To Kya Karna Chahiye
Google Adsense High Paying Adnetwork Hai Google Adsense Bahut Hi Old Aor Trusted Website Hain Sab Blogger Aor Webmaster Google Adsense K Through Paise Kamate Hain Aor Har Ek Website/Blog Owner Chahta Hai K Woh Google Adsense K Through Money Earn Kare But Mostly Blogger K Blog Par Google Adsense Approve Nhi Hota Google Adsense Un ki Website Ya Blog Reject Kar Dete Hain Yahan Men Google Adsense Ki Important Tips Bata Raha Houn Jis Ko Ap Google Adsense Asani Se Approved Kara Sakte Hain But Ap Ko Kuch Cheezoun Ka Khayaal Rakhna Hoga Mostly new Blogger Yahi Kehte Hain K Hamari Adsense Ki Request Kion Reject Howi Google Adsense Jab Reject Karta Hai Us Ki Koi Reason Hoti Hai Aor Adsense Hamen Woh Reason Bhi Batata Hai K Kis Waja Se Hamara Google Adsense Approved Nhi Ho Saka Aor Kion Reject Kya Gaya Agar Ham Google Adsense Ki Reject Wali Mail Read Karte Hain To Ham Samjhte Hain K Hamara Google Adsense Ab Kabhi Approve Nhi Hoga Aor Ziyada Tar Blogger Adsense Ki Application Reject Hone Ki Waja Se Blogging Karna Hi Choor Dete Hain Aisa Bil Kul Bhi Na Karen Agar Hamari Adsense Ki Application Reject Kar di Gi Hai To Dont Wory Google Adsense Is Tricks/Tips Ko Follow Karen
Why Adsense DisApprove Most Common Reason
Sab Se Pehle Ham Bat Karte Hain K Google Adsense K Reject Hone Ki Waja Kya Kya Hoti Hai
Insufficient Content/Content issue
Insufficient content/Content Issues Ye Google Adsense Application Reject Hone Ka Most Common Reason Hai K Ap k Blog Par Enough Text Nhi Hain Yaini Ap Blog Ki Post Men Kam Words Add Karte Hain Hamen kam Se Kam 700-1000 Word Ki Posts Likhne Chahiye Ya Is Se Ziyada Word Ki Ek Post Aor Kuch Blogger Ka Kehna Hota Hai K Woh Har Posts Men 1000-2000 Words Ki Posts Likhte Hain Phir Bhi Adsense Ki Reject Hone Ki Waja "Insufficient/Content" Ta Us Ki Waja Ye Hai K "Content" Number Bhi Ho Sakti HaiFor Example Agar
Ap K Blog Par High Quality K 20 Posts Hain But High Quality Posts Hi Kafi Nhi Hoti Hai Hamare Blog Par Kam Se Kam 40-50+ Posts Hone Chahiye Hamen Is K Bad Hi Apply Karna Hota Hai Ziyada Tar Blogger Is Bat Se Bahut Ziyada Pareshan Ho Jate Hain k In Douno Steps Ko Bhi Ham Theek Se Follow Kar Rahe Hain Phir Bhi Hamare Adsense DisApprove Hone Ki Waja "Insifficient Content Hai To Is Ki Kya Waja Hogi Is Ki Ek Aor Waja Hai Ham Blog Men Image Use Nhi Karte Ya Image Ko Seo Optimize Nhi Karte
Bahut Ziyada Blogger Posts Men image Use Nhi Karte Post Men Ek Image Zaroor Use Karen Ap Jo image Post Men Use Karen Us Ki "All text Aor Add Caption " Zaroor Use Karen
Poorly Designing
Jab ham Google Adsense K Liye Apply Karte Hain To Google Hamara Blog Review Karte Waqt Hamare Blog Ki Designing Bhi Dekhta Hai Agar Ap Ki Designing Poor Yaini Designing Kharab Hogi Matlab Ap K Blog Ki Designing Ka Acha Hona Lazmi Hai Agar Ap K Blog Ki Designing Incompelete Hai To Adsense Ap Ki Request Approve Nhi Karega Jab Ap Adsense K Liye Apply Karen Ap Ye Confirm Kar len K Ap K Blog Ki Designing Poorly Nhi Hai Aor Ap K Blog Ki Designing Under Construction to Nhi Agar Ap In Tips Ko Follow Nhi Karenge To Ap Ki Request DisApprove Ho Sakti HaiAge Verification
Age Verification K Bare Men Aksar Blogger Bilkul Hi Dihan Nhi Dete Ziyada Tar Ab Students Hi Blogging Karte Hain Jo K 18 Year Se Kam Umar K Hote Hain Aor Apni Gmail Account Men Bhi Real Birth Date Add Karte Hain Jo K Bahut hi Bari Ghalti Hai google Adsense 18+ Se Kam Age Wale Person Ko Allow Nhi Karta Meri Age Bhi 17 Hai But Maine Gmail Par 18+ Add Kya Howa Ap Adsense Apply Karne Se Pehle Age Verify Zaroor Karen K Ap Ki age 18+ Hai Agar Ap Ki Age 18 Se Kam Hai To Ap Ko Men 99.99% Keh Raha Houn Ap Ka Adsense Approve Nh Hoga.Create Important Page
Google Adsense Pehle Hamen Kuch Important Pages Blog/Website Men Add Karne Hote Hain JaisaAbout Us
Privacy
Policy
In Pages Ko Blog Men Zaroor Add Karen Kya Hamara Adsense In Pages K Baghair Approved Nhi Hoga? G nhi In Pages K Baghair Hamara Google Adsense Approved Ho Jata Hai Sometime In Pages ki Waja Se Hamare Adsense Ki Application Reject Ho Jati Hai But Hamen Kisi Kisam Ki Laparwai Nhi Karni Ap About Us,Privacy,Policy Pages Blog Men Zaroor Add Karen Is K Bad Hi Ads
Thr Site Does Note Comply With Adsense Policy
The site does not comply with Google policies Is Ka Matlab Hai K Ap Ka Blog Ka Koi Maqsad Nhi Hai Ap K Blog Ki Koi Quality Nhi Hai Ap K Blog Par Organic Traffic Nhi Hai Is Ki Ek Men Misal Doun Mera Ek Facebook Par Friend Hai Us Ne Blog Create Kya Aor Woh Blog Men Books K Ki Pics K Pages Ki Pictures Upload Kya Karta Ta Jis Ki Posts Read Kya Jay To Kisi Ko Kuch Samajh Nhi Ata Tha Aise Blog Ko Not Comply With Google Policies Kaha Ja Sakta Hai Yaini Woh Blog High Quality Nhi Hai Aor Na Hi Us Blog Ka Koi Maqsad HaiAdsense DisApprov/Reject Hojai To Kya Karna Chahiye
Google Adsense Ki Ap Ne Requirnment Urdu/Hindi Men Agar Ap K Blog In Men Se Kisi Reason Ki Waja Se Reject Kar Diya Gaya Hai To Ab Us Reason Par Dihan Den Aor Usy Improve Karen Improve Karne K Bad Hamen Google Adsense Ki Ek Secrete Tricks Use Karni Hai1:- New Gmail Account
2:- New Address
3:- New Mobile Number
4:- New Name
Se Dobara Adsense K Liye Apply Karen Dihan Rahe Apne Blog Ko Improve Karne ak Bad Hi Apply Karen Ag soch Rahe Hain Agar Ham New Address Name Se Apply Karenge To Pin Bhi To Usi Addres Par Jaigi Dont Worry Google Adsense Approved Hone K Bad Ap Apna Address Adsense Men Update Kar Sakte Hain
Ye Google Adsense Ki Latest Tricks Ap Ko Kaisi Lagi Adsense Ki Is Tips Se Ap Ko Bahut Faida Hoga Is Posts Ko Apne Helpless Friends Yaini Jin Ka Google Adsense Approved Nh Ho Raha Hai Un K Sath Zaroor Share Karen Unhen In Post Se Kafi Help Milegi

مینے فری ویب سائٹ پر گوگل ایڈسینس کے اشتہارات لگائیے ہیں
ReplyDeletewww.baigblog1.blogspot.com